Statue of Liberty erected on Liberty Island by France. |
United States of America ke New York city ke port ke pas Liberty Island par Savntray Devi ki Vishal Tamra(Copper) Murtee(Statue of Liberty) stith hai.
Framework of Statue of Liberty was built by the same Civil Engineer Gustave Effile who build world famous Effile Tower. |
28th October, 1886 ko France ke log ne America ke logo ko yah murtee uphar(Gift) ke taur par diya gya tha. Eis murtee ka rachayita the French great artist scuptur Mr. Frédéric Auguste Bartholdi, aur eis ka framework France ke great civil engineer Mr.Gustave Eiffel (Effile Towr fame) ne banaaya tha.
Yah murtee ke nirman mei 60,000 pounds (27.22 tonnes) copper aur 2,50,000 pounds (113.4 tonnes) ispat(steel) ka upayog hua hai.
Eisa ki height 151 feet 01 inch (46 meter) hai.
Murtee ka total weight 4,50,000 pounds (204.1 tonnes) hai.
What to see on Liberty Island and Ellis Island?
Museum of Immigrant on Eliss Island |
What to see on Liberty Island and Ellis Island?
Liberty Island aur Ellis Island ko World Heritage Site Jahir kiya gaya hai. Statue of Liberty ke alawa usi naam se bana Nation Museum dekhane layak hai. Wahaan se 1.4 km door Ellis Island par Museum of Immigrant bhi dekhane layak hai. Statue of Liberty ki base building ki tarrace par aur Crown par jaa sakte hai. New York ki mulakat lene vale pravasi ekh hi din me yah dono islands ki mulakat le sakte hai.
Ferry Sevice available from Battery Park, South Manhattan,New York,USA. |
How to reach there?
1. Manhattan ke dakshini end par Battery Park se jaa sakate hai.
2. New Jersey mei LibertySatate Park se jaa sakte hai.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें